Saturday, May 23, 2015

मुश्किल है !

In lehron Ka kinaaron se takraana
Takraakar bikharna
Unki kismat hai ya unki chahat 
Bataana mushkil hai !

Takraakar shor  machaana 
Ye unke naakaami Ka krodh hai
Ya manjil ko paane  ki khushi 
Samajhna mushkil hai !!


No comments: