Saturday, July 7, 2007

kya chalta rahega?

jeewan ki gaadi to rookati nahi 
magar ruk se gaye hai hum
Lagta hai khafa ho jindgi mujhse
aur mila nahi koi joh saath chal le do kadam
sawal karata ye samaaj
aur prasn karta mera man
mano ruth gaye  mere KRISHNA
Aur ruth gaye mere RAAM
Koi ghumnaam ghar kar baitha ho mujhme
aur puchhta meri manzil aur makam
abhi hoon main khamosh 
magar pareshaan, hairan.....................................
kya chalta rahega ye wakya ?
Aksar main aur mere darmyan........................

1 comment:

Navendu said...

so, "kya chalta rahega?" ye